% % Contributor: David A. Windsor (windeng@durras.anu.edu.au) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Oct 22 17:52:55 EDT 1995 % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@connectinc.com) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % nagarii-nagarii dvaare-dvaare Dhuu.NDhuu.N re saa.nvariyaa piiyaa-piiyaa raTate-raTate ho ga_ii re baa.Nvariyaa nagarii-nagarii ... baalam bedardii ne mohe phuu.Nkaa Gam kii aag me.n birahaa kii chi.ngaarii bhar do dukhiyaa ke suhaag me.n pal-pal manavaa roe chhalake naino.n kii gagariyaa nagarii-nagarii ... aaii thii a.Nkhiyo.n me.n lekar sapane kyaa-kyaa pyaar ke jaatii huu.N do aa.Nsuu lekar aashaae.n sab haar ke duniyaa ke mele me.n luT ga_ii jiivan kii gaThariyaa nagarii-nagarii ... darshan ke do pyaase nainaa jiivan bhar na soe.nge bichha.De saajan tumare kaaraN raato.n ko ham roe.nge ab na jaane raamaa kaise biitegii umariyaa nagarii-nagarii ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.