% % Contributor: Ashok Dhareshwar% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 01/18/1996 % Editor: Rajiv Shridhar % Comments: 1953 % % chalii raadhe raanii, a.Nkhiyo.n me.n paanii -2 apane mohan se mukha.Daa mo.Dake -2 chalii raadhe raanii, a.Nkhiyo.n me.n paanii apane mohan se mukha.Daa mo.Dake maan bharii, abhimaan bharii -2 nirmohii se, nirmohii se naataa to.Dake apane mohan se mukha.Daa mo.Dake chalii raadhe raanii o o, jamunaa ke taT pe, ba.nsii ke baT pe naTakhaT ne usako gher liyaa dekho naTakhaT ne usako gher liyaa ghuu.NghaT ke paT se jhaa.Nke jhaTapaT raadhaa ne bhii mu.Nh pher liyaa dekho raadhaa ne bhii mu.Nh pher liyaa baato.n hii baato.n me.n jhaga.Daa phayaa aisaa -2 baaho.n ke ba.ndhan to.Dake ho chalii baaho.n ke ba.ndhan to.Dake apane mohan se mukha.Daa mo.Dake (chalii raadhe raanii, a.Nkhiyo.n me.n paanii apane mohan se mukha.Daa mo.Dake chalii raadhe raanii) -2 chhaliyaa mohan, raadhe bholii -2 saa.Nvariyaa ne kii jo Tipolii -2 saa.Nvariyaa saa.Nvariyaa, saa.Nvariyaa ne kii jo Tipolii na kuchh Dolii, na kuchh bolii raadhe na kuchh Dolii, na kuchh bolii na hii do a.Nkhiyaa.N kholii -2 madhuban kii galiyaa.N chho.Dake ho, madhuban kii galiyaa.N chho.Dake apane mohan se mukha.Daa mo.Dake (chalii raadhe raanii, a.Nkhiyo.n me.n paanii apane mohan se mukha.Daa mo.Dake chalii raadhe raanii) -2 %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.