% % Contributor: Shoba Thamma (shoba@astro.ocis.temple.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Fri Jan 19 18:54:23 EST 1996 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % % ek ho gaye ham aur tum tuu u.D ga_ii nii.nde.n re aur khanakii paayal mastii me.n to ka.ngan khanake re ##chorus##: (hammaa, hammaa hammaa, hammaa, hammaa) -2 hai pahalii baar mile tum pe dam ye nikale tum pe (ye) javaanii dhiire-dhiire maatam machale re ##chorus##: (hammaa, hammaa hammaa, hammaa, hammaa) -2 khilii chaa.Ndanii jaisaa ye badan janaab milaa tumako man me.n sochataa jaisaa ruup teraa aayaa nazar hamako sitam khulii-khulii ye, sanam gorii-gorii ye baahe.n karatii hai yuu.N hame.n tumane jab gale lagaayaa to kho hii gaye ham to ##chorus##: (hammaa, hammaa hammaa, hammaa, hammaa) -2 ek ho gaye ... ... khanake re (hammaa, hammaa hammaa, hammaa, hammaa) -2 hai pahalii baar ... ... machale re khulii zulf me.n, terii aa.Nkho.n me.n madahosh ho gaye gore gaal pe, bhiige ho.nTh pe yaaraa fidaa ho gaye sanam pyaar me.n, bhiigii raat me.n pyaas jagaate rahe.n khatam na ho sanam, pyaar kaa mausam chaahat ba.Dhatii rahe ##chorus##: (hammaa, hammaa hammaa, hammaa, hammaa) -2 hammaa!! %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.