% % Contributor: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sat Jan 27 19:27:43 EST 1996 % Credits: % Editor: % Comments: % % ma: chunarii sambhaal gorii, u.Dii chalii jaae re maar na de Da.nk kahii.n, nazar koii haay dekh dekh pag na phisal jaae re saaraa raaraa raaraa raah ha aah (???) la: phisale.n nahii.n chal ke, kabhii dukh kii Dagar pe Thokar lage ha.Ns de.n, ham basane vaale, dil ke nagar ke ma: are, har kadam bahak ke sambhal jaae re! (##STOP!##) saaraa raaraa raaraa raah ha aah ma: kiraNe.n nahii.n apanii, to hai baaho.n kaa sahaaraa diipak nahii.n jin me.n, un galiyo.n me.n hai hamase ujaale are, bhuul hii se chaa.Ndanii khil jaae re! (##STOP!##) saaraa raaraa raaraa raah ha aah la: pal chhin piyaa pal chhin, a.Nkhiyo.n kaa a.ndheraa rainaa nahii.n apanii, par apanaa hogaa kal kaa saveraa ma: are, rain kaun sii jo na Dhal jaae re! (##STOP!##) saaraa raaraa raaraa raah ha aah %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.