% % Contributor: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au) % Transliterator: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au) % Date: Sat Jan 27 20:05:45 EST 1996 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@coe.neu.edu) % % pii ke ghar aaj pyaarii dulhaniyaa chalii roe.n maataa pitaa unakii duniyaa chalii bhaiyaa bahanaa ke dil ko lagii Thes re merii qismat me.n jaataa thaa parades re chho.D kar apane baabul kaa aa.Ngan chalii pii ke ghar aaj pyaarii dulhaniyaa chalii bhaiyaa baabaa ne sukh mohe saare die more gaune me.n chaa.Nd aur sitaare die saath le kar mai.n saaraa gaganadii chalii pii ke ghar aaj pyaarii dulhaniyaa chalii koii guN Dha.ng na mujh me.n koii baat hai morii chuu.Diyo.n kii laaj ab tore haath hai tore sa.ng mai.n jiivan bhar ko sajanaa chalii pii ke ghar aaj pyaarii dulhaniyaa chalii %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.