% % Contributor: Vishal Ailawadhi% Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 1/10/1997 % Credits: David Windsor % Last Modified: 03/30/1997 % % meraa dil ye pukaare aa jaa mere Gam ke sahaare aa jaa bhiigaa bhiigaa hai samaa aise me.n hai tuu kahaa.N meraa dil ye pukaare aajaa ... tuu nahii.n to ye rut, ye havaa kyaa karuu.N, kyaa karuu.N tuu nahii.n to ye run, ye havaa kyaa karuu.N duur tujh se mai.n rah ke bataa kyaa karuu.N, kyaa karuu.N suunaa suunaa hai jahaa.n, ab jaauu.N mai.n kahaa.N bas itanaa mujhe samajhaa jaa bhiigaa bhiigaa ... aa.Ndhiyaa.N vo chalii.n, aashiyaa.n luT gayaa, luT gayaa aa.Ndhiyaa.N vo chalii.n, aashiyaa.n luT gayaa pyaar kaa muskuraataa jahaa.n luT gayaa, luT gayaa ek chhoTii sii jhalak mere miTane talak o chaa.Nd ... o chaa.Nd mere dikhalaa jaa bhiigaa bhiigaa ... mu.Nh chhupaa ke merii zi.ndagii ro rahii, ro rahii din Dhalaa bhii nahii.n, shaam kyo.n ho rahii, ho rahii terii duniyaa se ham, le ke chale teraa Gam dam bhar ke liye to aa jaa bhiigaa bhiigaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.