% % Credits: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Transliterator: Mani Upadhyaya (mani@eng.utoledo.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % (giitaa: rim jhim ke taraane leke aayii barasaat rafii: yaad aaye kisii se vo pahalii mulaaqaat ) - 2 (giitaa: bhiige tan man pa.De ras kii phuhaar rafii: pyaar kaa sandesaa laayii barakhaa bahaar ) - 2 giitaa: mai.n naa boluu.N, mai.n naa boluu.N aa.Nkhe.n kare.n a.Nkhiyo.n se baat rafii: rim jhim ke taraane leke aayii barasaat (rafii: sunake matavaale kaale baadalo.n kaa shor giitaa: ruum jhuum ghuum ghuum naache man kaa mor ) - 2 rafii: sapano.n kaa saathii chal rahaa mere saath giitaa: rim jhim ke taraane leke aayii barasaat rafii: yaad aaye kisii se vo pahalii mulAqaat dono: rim jhim ke taraane leke aayii barasaat (giitaa: jab milate ho tum to chhUTe.n dil ke taar rafii: milane ko tum se mai.n kyo.n thaa beqaraar ) - 2 giitaa: raha jaatii hai, raha jaatii hai kyo.n hoTho.n tak aake dil kii baat rafii: rim jhim ke taraane leke aayii barasaat giitaa: yaad aaye kisii se vo pahalii mulAqaat dono: rim jhim ke taraane leke aayii barasaat! %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.