% % Contributor: Ramesh Hariharan (hariharn@flagstaff.princeton.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % (cool whistle) o o o o ai dil-e-aavaaraa chal - 2 phir vahii.n dubaaraa chal yaar ne dIdaar kA vaadaa kiyaa hai o o o ai dil-e-Avaaraa chal phir vahii.n dubaaraa chal yaar ne dIdaar kA vaadA kiyaa hai o o o ai dil-e-Avaaraa chal vo unakii betaabii vo unakaa chalanaa chhamase A.Nchal thaamaa to ha.Nsake kahaa phir milaneko hamase unase hamase sun ai dil pyaar kA ikaraar aa.Nkho.n me.n huA hai o o ai dil-e-Avaaraa chal khaTTii ho yA miiThii ab un aa.Nkho.n se piinaa jiite hai.n chaahat vaale binaa chaahat ke kyA jiinaa chalate phirate sun ai dil chaah me.n ab aah bharanekaa mazaa hai o o o ai dil-e-Avaaraa chal (chamakaa hai ik mukha.Daa kuchh zulphe.n hai laharaayii.n din phir gaye apane din ke gaI rAto.n kii tanhaaii ) - 2 jahaa.n vo vahaa.n ham sun ai dil chain se bechain tU kyuu.n ho rahaa hai o o o ai dil-e-Avaaraa chal phir vahii.n dubaaraa chal yaar ne dIdaar kA vaada kiyaa hai o o ai dil-e-Avaaraa chal %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.