% % Contributor: Vendana (vandana@CS.Scarolina.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % o mere sanam o mere sanam do jism magar ek jaan hai.n ham ek dil ke do aramaan hai.n ham o mere sanam o mere sanam tan sau.np diyaa, man sau.np diyaa kuchh aur to mere paas nahii.n jo tum se hai mere hamadam bhagavaan se bhI vo aas nahii.n - 2 jis din se hue ek dUje ke is duniyA se anajaan hai ham ek dil ke do aramaan hai.n ham o mere sanam o mere sanam sunate hai.n pyaar kii duniyA me.n do dil mushkil se samaate hai.n kyA gair vahaa.n apano.n tak ke sa.ng bhI nA aane paate hai.n - 2 hamane aakhir kyA dekh liyaa kyA baat hai kyo.n hairaan hai ham ek dil ke do aramaan hai.n ham o mere sanam o mere sanam mere apane, apanA ye milan sa.ngam hai ye ga.ngA jamunaa kA jo sach hai saamane AyA hai jo bIt gayaa ek sapanaa thA - 2 ye dharatii hai insaano.n kii kuchh aur nahii.n insaan hai.n ham ek dil ke do aramaan hai.n ham o mere sanam o mere sanam %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.