% % Contributor: Rajesh Sharma (rsharma@cs.indiana.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: rameshh@acad1.tp.ac.sg (Ramesh Hariharan) % Editor: % % ##L: Lata J: Jagjit L, J: Lata followed by Jagjit J, L: Jagjit followed by Lata L\&J: Both together ## ##L, J:## gam kA khazaanaa terA bhI hai meraa bhI ##L\&J:## ye nazaraanaa terA bhI hai meraa bhI ##L:## apane gam kA giit bana kar gaa lenaa raag puraanaa terA bhI hai meraa bhI ##L, J:## tU mujhako aur mai.n tumako samajhaauu.N kyA ##L\&J:## dil dIvaanaa terA bhI hai meraa bhI ##L:## shahar me.n galiyo.n galiyo.n jisakaa charchaa hai vo afasaanaa terA bhI hai meraa bhI ##J:## maikhaane kii baat nA kar vaaiz mujhase aana jaanaa terA bhI hai meraa bhI ## Dictionary : 1. waaiz - preacher ## %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.