% % Contributor: Porky (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % usane kahaa tuu kaun hai, mai.nne kahaa ulfat terii usane kahaa takataa hai kyaa, mai.nne kahaa suurat terii usane kahaa chaahataa hai kyaa, mai.nne kahaa chaahat terii mai.nne kahaa samajhaa nahii.n, usane kahaa qismat terii ek hame.n aa.Nkh kii la.Daaii maar ga_ii duusarii to yaar kii judaaii maar ga_ii tiisarii hameshaa kii tanhaaii maar ga_ii chauthii ye khudaa kii khudaaii maar ga_ii baakii kuchh bachaa to ma.nhagaaii maar ga_ii 1) tabiiyat Thiik thii aur dil bhii beqaraar naa thaa ye tab kii baat hai jab kisii se pyaar naa thaa jab se priit sapano.n me.n samaaii maar ga_ii man ke miiThe dard kii gaharaaii maar ga_ii naino.n se naino.n kii sagaaii maar ga_ii soch soch me.n jo soch aa_ii maar ga_ii, baakii kuchh bachaa ... 2) kaise vaqt me.n aa ke dil ko dil kii lagii bImaarii ma.nhagaaii kii daur me.n ho ga_ii ma.nhagii yaar kii yaarii dil kii lagii dil ko jab lagaaii maar ga_ii dil ne kii jo pyaar to duhaaii maar ga_ii dil kii baat duniyaa ko bataaii maar ga_ii dil kii baat dil me.n jo chhupaaii maar ga_ii, baakii kuchh bachaa ... 3) pahale muTThii vich paise lekar pahale muTThii me.n paise lekar thailaa bhar shakkar laate the ab thaile me.n paise jaate hai.n muTThii me.n shakkar aatii hai haay ma.nhagaaii ma.nhagaaii ... duhaaii hai duhaaii ma.nhagaaii ma.nhagaaii ... tuu kahaa.n se aa_ii, tujhe kyo.n maut nA aa_ii, hAy ma.nhagaaii ... shakkar me.n ye aaTe kii milaaii maar ga_ii pauDar vaale duddh dii malaaii maar ga_ii raashan vaalI lain dii lambaaii maar ga_ii janataa jo chiikhii chillaaii maar ga_ii, baakii kuchh bachaa ... gariib ko to bachcho.n kii pa.Dhaaii maar ga_ii beTii kii shaadii aur sagaaii maar ga_ii kisii ko to roTii kii kamaaii maar ga_ii kapa.De kii kisii ko silaaii maar ga_ii kisii ko makaan kii banavaaii maar ga_ii jIvan de bas tinn nisaan - roTii kapa.Daa aur makaan ??? ??? ke har insaan kho baiThaa hai apanii jaan jo sach sach bolaa to sachchaa_ii maar ga_ii aur baakii kuchh bachaa to ma.nhagaa_ii maar ga_ii ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.