% % Contributor: Rajesh Sharma (rsharma@cs.indiana.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Ramesh Hariharan (rameshh@acad1.tp.ac.sg) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % l: jo bhI buraa bhalaa hai, allaah jaanataa hai bande ke dil me.n kyA hai, allaah jaanataa hai j: ye farsh-o-arsh kyA hai, allaah jaanataa hai parado.n me.n kyA chhipaa hai, allaah jaanataa hai l: jaa kar jahaa.n se ko_ii, vaapas nahii.n hai AtA vo kaun sI jagah hai, allaah jaanataa hai j: nekii badI ko apanii, kitanaa hii tU chhipaaye allaah ko pataa hai, allaah jaanataa hai l: ye dhuup chhAo.n dekho, ye subah shaam dekho sab kyU.n ye ho rahaa hai, allaah jaanataa hai j: qismat ke naam ko to, sab jaanate hai.n lekin kismat me.n kyA likhA hai, allaah jaanataa hai ## ----------------------------------------------------------------------- Dictionary : 1. ## bande ## - person 2. ## farsh-o-arsh ## - earth \& sky 3. ## nekii-badii ## - virtue \& vice -----------------------------------------------------------------------## %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.