% % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: rec.music.indian.misc % Ranjit Konkar (konkar@bimini.stanford.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Arun Verma (verma@cs.cornell.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % chhoTaa saa ghar hogaa baadalo.n kii chhaa.Nv me.n aashaa diivaanii man me.n baa.Nsurii bajaae ham hii ham chamake.nge taaro.n ke is gaa.Nv me.n aa.Nkho.n kii raushanii haradam ye samajhaae merii chhoTii bahanaa naazo.n kii paalii shahazaadii jitanii bhii jaldii ho mai kar duu.Ngaa isakii shaadii achchhaa hai ye balaa hamaarii jaae duuje gaao.n me.n - 2 aa a_i re - 4, chhoTaa... chaa.Ndii kii kursii pe baiThii merii chhoTii bahanaa sone ke si.nhaasan pe baiThii merii pyaarii maa.N meraa kya mai pa.Da rahuu.Ngaa ammii jii ke paa.Nv me.n - 2 aa a_i re - 4, chhoTaa... ## (different tune - ) ## kahegii maa.N dulhan laa beTaa ghar suunaa suunaa hai - 2 man me.n jhuum kahuu.Ngaa mai.n, maa.N, itanii jaldii kyaa hai? galii galii me.n tere raajadulaare ki charchaa hai - 2 aakhir koii to aaegaa in naino.n ke daa.Nv me.n - 2 aa a_i re - 4, chhoTaa... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.