% % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: rec.music.indian.misc % Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu) % Editor: % % phuulo.n kaa taaro.n kaa, sabakaa kahanaa hai ek hazaaro.n me.n merii bahanaa hai saarii, umar, hame.n sa.ng rahanaa hai phuulo.n ... ye na jaanaa duniyaa ne tuu hai kyuu.N udaas, terii pyaasii aa.Nkho.n me.n pyaar kii hai pyaas, aa mere paas aa, kah jo kahanaa hai, ek hazaaro.n ... bholii-bhaalii jaapaanii gu.Diyaa jaisii tuu, pyaarii-pyaarii jaaduu kii pu.Diyaa jaisii tuu, DaiDii kaa mammii kaa, sab kaa kahanaa hai, ek hazaaro.n ... jab se merii aa.Nkho.n se ho ga_ii tuu duur tab se saare jiivan ke sapane hai.n chuur aa.Nkho.n me.n nii.nd naa, man me.n chainaa hai, ek hazaaro.n ... dekho ham tum dono hai.n ek Daalii ke phuul mai.n na bhuulaa tuu kaise mujhako ga_ii bhuul aa mere paas aa, kah jo kahanaa hai, ek hazaaro.n ... jiivan ke dukho.n se, yuu.N Darate nahii.n hai.n aise bachake sach se guzarate nahii.n hai.n sukh kii hai chaah to, dukh bhii sahanaa hai, ek hazaaro.n ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.