% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Chetan K. Vinchhi (vinchhi@eng.umd.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % din Dhal jaaye haay, raat naa jaay tuu to na aae terii, yaad sataaye, din Dhal jaaye pyaar me.n jinake, sab jag chho.Daa, aur hue badanaam unake hii haatho.n, haal huaa ye, baiThe hai.n dil ko thaam apane kabhii the, ab hai.n paraaye din Dhal jaaye haay ... aisii hii rim-jhim, aisii fuvAre.n, aisii hii thii barasaat khud se judaa aur, jag se paraaye, ham dono.n the saath phir se vo saavan, ab kyuu.N na aaye din Dhal jaaye haay ... dil ke mere tum, paas ho kitanii, phir bhii ho kitanii duur tum mujh se mai.n, dil se pareshaa.N, dono.n hai.n majabuur aise me.n kisako, kaun manaaye din Dhal jaaye haaye ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.