% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Dinesh K. Prabhu (prabhu@amelia.nas.nasa.gov) % Rajan P. Parrikar (parrikar@mimicad.Colorado.EDU) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % rulaa ke gayaa sapanaa meraa baiThii huu.N kab ho saveraa, rulaa ... vahii hai Gam-e-dil, vahii hai cha.ndaa, taare haay, vahii ham besahaare aadhii raat vahii hai, aur har baat vahii hai phir bhii na aayaa luTeraa, rulaa ... kaisii ye zi.ndagii, ki saa.Nso.n se ham, uube haay, ki dil Duubaa ham Duube ek dukhiyaa bechaarii, is jiivan se haarii us par ye Gam kaa andheraa, rulaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.