% % Contributor: % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Jagat N. Mavani (MAVANI@KGNVMT.VNET.IBM.COM) % Editor: % % ra.ngii ko naara.ngii kahe, bane duudh ko khoyaa chalatii ko gaa.Dii kahe, dekh kabIraa royaa... zindagii khvaab hai, khvaab me.n jhuuTh kyaa aur bhalaa sach hai kyaa (motIlaal) sab sach hai zindagI khvAb hai... dil ne hamase jo kahaa, hamane vaisaa hii kiyaa - 2 fir kabhI furasat se soche.nge buraa thA yA bhalaa zindagii khvaab hai... ek kataraa may kA jab, patthar se ho.nTho.n par pa.Daa - 2 usake siine me.n bhii dil dha.Dakaa ye usane bhii kahaa (motIlaal) kyA ek pyaalii bhar ke mai.nne, Gam ke maare dil ko dii zahar ne maaraa zahar ko, murade me.n phir jaan aa gaI zindagii khvaab hai... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.