% % Contributor: Porky % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: % % soch ke ye gagan jhuume abhii chaa.Nd nikal aaegaa jhilamil chamake.nge taare soch ke ye gagan jhuume chaa.Nd jab nikal aaegaa dekhegaa nA koI gagan ko chaa.Nd ko hii dekhe.nge saare chaa.Nd jab nikal aaegaa 1) phuul jo khile naa to kaise, baago.n me.n aae bahaar dIp naa jale to saa.Nvariyaa kaise miTe a.Ndhakaar raat dekho kitanii hai kaalii abhii chaa.Nd nikal ... 2) chaa.Nd se bhii tum hasiin ho, nazadiik aao zaraa chaa.Nd ke nikalane talak to, tum jagamagaao zaraa raat dekho kitanii hai kaalii abhii chaa.Nd nikal ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.