% % Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: Pradeep Dubey (pradeep@watson.ibm.com) % Biju Parameshwaran (paramesh@enuxsa.eas.asu.edu) % Editor: % % t: aahaa rimajhim ke ye pyaare pyaare giit lie aaI raat suhaanii dekho priit lie miit mere suno zaraa havaa kahe kyaa, aa ... suno to zaraa, jhii.ngar bole chiikiimiikii chiikiimiikii rimajhim ke ye pyaare pyaare giit lie ## Then Lata repeats it## t: (khoii sii bhiigii bhiigii raat jhuume aa.Nkho.n me.n sapano kii baaraat jhuume ) - 2 dil kii ye duniyaa aaj baadalo.n ke saath jhuume aahaa rimajhim ke ye ... l: (aa jaao dil me.n basaa luu.N tumhe.n naino.n kaa kajaraa banaa luu.N tumhe.n ) - 2 jaalim zamaane kii nigaaho.n se chhupaa luu.N tumhe.n aahaa rimajhim ke ye ... t: (haath.on me.n tere meraa haath rahe dil se jo nikalii hai vo baat rahe ) - 2 meraa tumhaaraa saarii zindagii kaa saath rahe aahaa rimajhim ke ye ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.