% % Contributor: David Windsor% Ikram Ahmed Khan % Bakulesh Thakker % Transliterator: David Windsor % Editor: Rajiv Shridhar % Date: 11/02/1996 % % baajuu aa aa aa baabuu samajho ishaare hauran pukaare pam pam pam yahaa.N chalatii ko gaa.Dii kahate hai.N pyaare pam pam pam rii baabbaa rii baa baa baa rii baabaa rii baa baa baa rii baabbaa sau baato.n kii ek baat yahii hai kyaa bhalaa to kyaa buraa kaamayaabii me.n zi.ndagii hai TuuTii-phuuTii sahii chal jaae Thiik hai sachchii-jhuuThii sahii chal jaae Thiik hai aa.Dii-tirachhii chalaa-chalaa ke jhuum aa.Dii chalaa-chalaa ke jhuum tirachhii chalaa-chalaa ke jhuum bajuu ... ##yodel## itanii sii baat na samajhaa zamaanaa aadamii jo chalataa rahe to mil jaae har Kazaanaa shoharat hai chiiz kyaa chalane kaa naam hai izzat hai chiiz kyaa chalane kaa naam hai aa.Dii-tirachhii chalaa-chalaa ke jhuum aa.Dii chalaa-chalaa ke jhuum tirachhii chalaa-chalaa ke jhuum bajuu ... hilamil ke chalanaa yuu.N hii saathii are ba.nd muTThii laakh kii aur khule to pyaare Kaak kii mushkil jo aa pa.De Thokar se Taal de parabat bhii ho kha.De phir mil ke Taal de jo samajhaa ye usii kii machii dhuum jo samajhaa usii ko machii dhuum baajuu ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.