% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % ai mere pyaare vatan, ai mere bichha.De chaman tujh pe dil qurabaan tuu hii merii aarazuu, tuu hii merii aabaruu tuu hii merii jaan (tere daaman se jo aae un havaao.n ko salaam chuum luu.N mai.n us zubaa.N ko jisape aae teraa naam ) - 2 sabase pyaarii subah terii sabase ra.ngii.n terii shaam tujh pe dil qurabaan ... (maa.N kaa dil banake kabhii siine se lag jaataa hai tuu aur kabhii nanhii.n sii beTii ban ke yaad aataa hai tuu ) - 2 jitanaa yaad aataa hai mujhako utanaa ta.Dapaataa hai tuu tujh pe dil qurabaan ... (chho.D kar terii zamii.n ko duur aa pahu.nche hai.n ham phir bhii hai ye hii tamannaa tere zarro.n kii qasam ) - 2 ham jahaa.n paidaa hue us jagah pe hii nikale dam tujh pe dil qurabaan ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.