% % Contributor: Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Credits: pradeep@watson.ibm.com (Pradeep Dubey) % Transliterator: Shripad Lale (lale@cent.gud.siemens.co.at) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % jaane vaale sipAhii se puuchho vo kahaa.n jaa rahaa hai ishq hai qaatile zi.ndagaanii khuun se tar hai usakii javaanii haay maasuum bachapan ki yaade.n haay do roz kii naujavaanii jaane vaale ... kaise sahame hue hai.n nazaare kaise Dar Dar ke chalate hai.n taare kyaa javaanii kaa khuun ho rahaa hai sukh.r hai aa.nchalo.n ke kinaare jaane vaale ... kaun dukhiyaa hai jo gaa rahii hai bhuukhe bachcho.n ko bahalaa rahii hai laash jalane kii buu aa rahii hai zi.ndagii hai ki chillaa rahii hai jaane vaale ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.