% % Contributor: Samiuddin Mohammed (sm0e@Lehigh.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: % % % BTW, this is one of the duets in which the second singer joins after % the mukhda *and* the first stanza. There are several such duets. % One that immediately comes to mind is the wonderful song % "Samay tu dheere dheere chal...." in which KK joins in only % after 2 stanzas are sung by Asha. % mu: dil ta.Dap ta.Dap ke kah rahaa hai aa bhI jaa tU hamase aa.Nkh nA churaa, tujhe kasam hai aa bhI jaa (2) (tU nahii.n to ye bahaar kyA bahaar hai gul nahii.n khile to terA intazaar hai ) - 2 ke terA intazaar hai - 2 dil ta.Dap ta.Dap ... la: aa aa dil dha.Dak dha.Dak ke de rahaa hai ye sadA tumhaarii ho chukii.n huu.N mai.n tumhaare sAth huu.N sadA (tumase merI zindagii kA ye shrR^i.ngaar hai jii rahii huu.N mai.n ke mujhako tumase pyaar hai ) - 2 ke mujhako tumase pyaar hai - 2 mu: dil ta.Dap ta.Dap ke kah rahaa hai ... (muskuraate pyaar kA asar hai har kahii.n dil kahaa.n hai ham kidhar hai.n kuchh khabar nahii.n ) - 2 kidhar hai kuchh khabar nahii.n - 2 dil ta.Dap ta.Dap ke kah rahaa hai ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.